साथ जिसके सजाये थे ख्व़ाब कितने
अब मिलता है वो सिर्फ़ ख़्वाबों में
आहट से जिसकी मचल उठता था दिल
अब सुनाई देता है वो सिर्फ़ आहटों में
साथ बिताये थे जिसके हसीन पल कई
अब गुज़रते हैं बन याद वो रातों में
बातें साथ करते थे जिसके बेहिसाब
अब रह गया है हिसाब सिर्फ यादों में
राहों से चुने थे जिसकी ख़ार हमने
छोड़ गया है वो 'निर्जन' अब काँटों में
चाहत में जिसकी हो रही है ये गुफ़्तगू
वो शख्स मिलेगा अब सिर्फ चाहतों में
--- तुषार राज रस्तोगी ---
Sath jiske sajaye the khwaab kitne
ab milta hai wo sirf khwaboon mein
Aahat se jiski machal uthta tha dil
Ab sunai deta hai wo sirf aahaton mein
Sath bitaye the jiske haseen pal kayi
Ab guzarte hain ban yaad wo raaton mein
Baatein sath karte the jiske behisab
Ab reh gaya hai hisab sirf yaadon mein
Raahon se chune the jiski khaar humne
Chhod gaya hai wo 'nirjan' ab kaanton mein
Chahat mein jiski ho rahe hain ye guftgoo
Wo shakhs milega ab sirf chahaton mein
-- Tushar Raj Rastogi ---
ab milta hai wo sirf khwaboon mein
Aahat se jiski machal uthta tha dil
Ab sunai deta hai wo sirf aahaton mein
Sath bitaye the jiske haseen pal kayi
Ab guzarte hain ban yaad wo raaton mein
Baatein sath karte the jiske behisab
Ab reh gaya hai hisab sirf yaadon mein
Raahon se chune the jiski khaar humne
Chhod gaya hai wo 'nirjan' ab kaanton mein
Chahat mein jiski ho rahe hain ye guftgoo
Wo shakhs milega ab sirf chahaton mein
-- Tushar Raj Rastogi ---